How To
khera  

Facebook account delete or deactivate kaise kare in hindi

Facebook account delete kaise kare in hindi agar apko yeh nhi pta hai toh ham apko iske pure jankari dene wale hai Facebook account ko deactivate kar sakte hai. Bhot sare logo ko nhi pta ke fb account kaise delete kare.

Dosto bhot sare surveys me clear written hai ki average ham din me 30 min facebook use karte hai. Agar apke pass Facebook ke app install hai aur agar Fb notification deta hai 90% ap usko open yeh koi message hai usko reply karne ke koshish karenge.
Facebook social media platform me No 1 ata hai bhot sare purane dost jo kabhi apke school me the apko mil jate hai aur ap unse contact bna sakte hai. Facebook ke fayde toh bhot sare hai par uske negative effects bhi hai.
Max case ladkiyon k ate hai ke agar unko koi faltu message kar raha h yeh unhe pareshan kar rha h toh woh kya kare. Ap us particular insan ko block kar sakte hai yeh ap apne id ko delete kar sakte hai.

Agar apka account hack ho gya hai aur isleye bhi ap apne account ko delete karna chahte hai toh ap steps ko follow kare or Facebook account ko delete kare.

Facebook account delete or deactivate kaise kare in hindi
Facebook account delete or deactivate kaise kare in hindi

Facebook account deactivate kare

Facebook account ko delete/deactivate karne se apka name search me nhi ata hai agar apne kuch images, video publiske hai toh woh bhi show nhi hote hai.
Read more – IRCTC user id kaise banaye
                   Extramovies in 2019

Step 1 Facebook open kare

Ap jis bhi browser use karte hai for Ex ap chrome use karte hai pehle apko facebook open karna hai open karne apko right top corner me setting pe click karna hai. Fir apko manage accounts par click karna hai.
Facebook account delete kaise kare
Facebook account delete kaise kare

Step – 2 Account deactivate kare

Ab ap deactivate par click kare woh fir deactivate ho jayega par agar ap yeh account ko deactivate karne k baad agar ap 30 – days pehle he login kar loge toh woh wapes se reactivate ho jayega.
Facebook account delete kaise kare
Facebook account delete kaise kare

Step – 3 Password type kare

Ab apko password dalna hai jis se apka facebook account deactivate ho jayega neeche sare images me show kiya hai kaise delete karna hai.
Facebook account delete kaise kare
Facebook account delete kaise kare

Facebook account deactivate kare (mobile se)

Step – 1 Open facebook 

Apko pehle facebook app apne mobile me open karna hai uske baad apko setting and privacy par click karna hai.
Facebook account delete kaise kare
Facebook account delete kaise kare

Step –  2 Deactivate kare

Dosto ab apko general me jana hai fir neeche ek option mil jayega Deactivate your account ka us par click kar ap deactivate kare.
Facebook account delete kaise kare
Facebook account delete kaise kare
 

Facebook account ko ek click ke saath deactivate kare click here

Facebook account delete ka matlab

Dosto facebook account delete ka matlab hai ki agar ap ese delete kar doge aur is account ko 28 din se jyada tak agar ap open nhi karoge toh yeh permanently delete ho jayega aur fir ese wapas nhi laya ja sakta hai.
Agar apne kise bhi prakar ke videos, images, links share kare hoge toh yeh bhi delete ho jye ge agar apka koi friend add hai toh apka name usko disable ho jayega.
Read more –
Affiliate marketing
Tiktok par famous
 Youtube channel kaise banaye
  Blogspot meaning

Facebook account block kaise kare

Dosto agar ap apna facebook account ko isliye delete kar rahe hai jis se apko koi pareshan na kare yeh koi apko galat message kar raha hai toh ap apna account ko delete na kare facebook ab important hota ja rha hai. Ap us particular bande ko block kar sakte hai.

Step – 1 Facebook 

Dosto block karne k liye sabse pehle facebook app open kare aur fir apko right top dekhna hoga usme setting ko search kare.

Step- 2 Blocking

Dosto fir apko blocking link par click karna hai ur ap jisko block kar chahte ho usko block kare search karke.
Agar ap kise bande ko block karte hai toh apke taraf se koi video, images upload ke gye hogi toh use nhi dekh payege saath he woh apka name search me nahi dekh payega. Ap us bande ko ek tarah se unfriend kar dete ho.

Facebook page 

Dosto Facebook ne recently ek naya update kar diya hai woh independent artist ko ek facebook page ke taraf se earning dega. Facebook se ap acchi earning kar sakte hai bas apko acchi se video publish kar na hogi.
Fir apka Facebook page hai uska review hoga and apke earning facebook se bhi start ho jayege.

Facebook crime increase

Dosto jaise bola jata hai ke jiske advantage hai uske disadvange bhi hote hai use tarah facebook bhi hai na jane kitne purane dost agar ap contact bhol gye hai toh woh apko facebook par mil jata hai aur ap wapas baat karna chalu kar sakte hai.
Agar apke pass time nhi rehta apne relatives yeh family member se baat karne ka toh ap use facebook ke jariye se ap baat kar sakte hai.
Par agar iske disadvantages ke baat hai toh woh bhi bhot hai yeh hamare uper hai ham iska use kaise kare agar ap isko entertainment k liye lete hai hai toh bhot he accha hai. Newspaper me toh roz ata hai facebook se shaddi kare fir chod diya.
Aye din Rape, viral video Facebook se kiya jata hai kese ke photo ko download kar usko galat tarike se use kiya jata hai agar ap facebook se thoda time yeh break lena charhe hai toh jaror deactivate kare.

Conclusion 

Dosto apko yeh samagh a gya hoga ke Facebook account delete or deactivate kaise kare in hindi agar koi bhi problem aye ho toh ap bilkul comment kare.
Agar ap apna facebook account  isliye delete kar rhe hai  jaise koi apko galat msg kar raha hai toh ap usko block kar de nake ap apne id ko delete kare.